Thursday, December 15, 2005

Impotent Rage

"chakravyuh mein ghusne se pehle main kaun tha aur kaisa tha yeh mujhe yaad hi na
rahega chakravyuh mein ghusne ke baad mere aur chakravyuh ke beech sirf ek jaanleva nikat-ta thi iska mujhe pata hi na chalega
chakravyuh se nikalne ke baad main mukt ho jaoon bhale hi phir bhi chakravyuh ki rachna mein fark hi na padega
marun ya maarun maara jaoon ya jaan se maardun iska faisla kabhi na ho paayega
soya hua aadmi jab neend se uthkar chalna shuru karta hai tab sapno ka sansar use dobara dikh hi na paayega us roshni mein jo nirnay ki roshni hai sab kuchh samaan hoga kya?
ek palde mein napunsakta ek palde mein paurush aur theek taraazu ke kaante par ardh satya"

The poem by Dilip Chitre represents the theme of the movie Ardhsatya. Although it is possible to appreciate the fallacies of a system as an outsider your corruption is certain once you are a part of it. But then you can't change the system without being a part of it. Hence the paradox and the impotence of one's rage towards it.

Friday, December 02, 2005

Mac Moments

Still not sure why I want a blog. Nostalgia, lots to write, movie reviews, news updates, cool links, links to my interests, defending my interests, nothing, something and so on. If the blog survives next two months, you will have lots to look forward to, else adios blogging.